
Yaad Aati Hai Song Lyrics, Hardy Sandhu is the singer of Yaad Aati Hai Song Jaani has written the lyrics of Yaad Aati Hai Song Hunny Bunny given the Music to Yaad Aati Hai Song Feature Starring Yaad Aati Hai Lyrics is Abhishek Singh, Asmita Sood
Mere Huzre Mein Aake
Thehar Jaati Hai
Mere Saamne Baithti Hai
Aur Mujhe Rulati Hai
Apne Haathon Se
Zehar Pilati Hai
Zehar Pilati Hai
Yaad Aati Hai
Oh Teri Yaad Aati Hai
Yaad Aati Hai
Oh Teri Yaad Aati Hai
Huzre Mein Aake
Thehar Jaati Hai
Yaad Aati Hai
Ho Teri Yaad Aati Hai
Maut Meri Ka Kalma
Haaye Padh’ke Baithi Hai
Mare Huye Bande Ki Tarah
Akad Ke Baithi Hai
Mujhko Mere Ghar Se
Baahar Na Jaane De
Bewakoof Pairon Se
Pakad Ke Baithi Hai
Mujhe Kuchh Na Samajh Aaye
Meri Rooh Kaanp Jaaye
Arey Woh Toh Chahti Hai
Ke Jaani Mar Jaaye
Mere Kaanon Mein
Yoon Chillati Hai
Yaad Aati Hai
Oh Teri Yaad Aati Hai
Yaad Aati Hai
Oh Teri Yaad Aati Hai
Huzre Mein Aake
Thehar Jaati Hai
Yaad Aati Hai
Oh Teri Yaad Aati Hai
Oh Tumne Toh Hai Nahi Aana
Yaar Mera Dard Ghatana
Jahan Teri Yaad Na Aaye
Aisa Koyi Shehar Batana
Oh Saara Din Laindi Ae Swaad Sajan
Badi Ae Kharaab Teri Yaad Sajan
Saara Din Laindi Ae Swaad Sajan
Badi Ae Kharaab Teri Yaad Sajan
Mujhko Jaga Ke
Khud So Jaati Hai
Yaad Aati Hai
Oh Teri Yaad Aati Hai
Yaad Aati Hai
Oh Teri Yaad Aati Hai
Written by:
Jaani
Yaad Aati Hai Lyrics VIDEO
Yaad Aati Hai Lyrics Info
SONG NAME:
↪ Yaad Aati Hai
Yaad Aati Hai Song Singer:
↪ Hardy Sandhu
Yaad Aati Hai Song Lyrics written By:
↪ Jaani has written the lyrics of Yaad Aati Hai Lyrics
Yaad Aati Hai Song Music Composed By:
↪ Hunny Bunny Composed the Music Yaad Aati Hai Song
Yaad Aati Hai Song Starring:
↪ Yaad Aati Hai Starring Abhishek Singh, Asmita Sood Song
Yaad Aati Hai Song Label by:
↪ Desi Melodies


