
Bewafa Se Pyaar Kiya Song Lyrics, Jubin Nautiyal, is the singer of Bewafa Se Pyaar Kiya Song Manoj Muntashir has written the lyrics of Bewafa Se Pyaar Kiya Song Payal Dev given the Music to Bewafa Se Pyaar Kiya Song Feature Starring Bewafa Se Pyar Kiya Lyrics is Riva Kishan, Gautam Singh Vig
Woh Honth Jo Maine Choomein The
Sau Jhooth Unhi Se Bolegi
Woh Honth Jo Maine Choomein The
Sau Jhooth Unhi Se Bolegi
Tujhe Dekh Ke Toh Lagta Nahi Tha
Tu Aur Kisi Ki Ho Legi
Tu Dhokha Hai Yeh Sabne Kaha
Tu Dhokha Hai Yeh Sabne Kaha
Par Maine Hi Inkaar Kiya
Yeh Dard Mujhe Milna Hi Tha
Maine Bewafa Se Pyaar Kiya
Maine Bewafa Se Pyaar Kiya
Maine Bewafa Se Pyaar Kiya
Tu Dhokha Hai Yeh Sabne Kaha
Par Maine Hi Inkaar Kiya
Yeh Dard Mujhe Milna Hi Tha
Maine Bewafa Se Pyar Kiya
Aisa Koyi Saal Beeta
Na Koyi Maheena
Dil Pe Jab Judaai Wali
Aariyan Chali Na
Aisa Koyi Saal Beeta
Na Koyi Maheena
Dil Pe Jab Judaai Wali
Aariyan Chali Na
Aaya Nahi Kabhi Mujhe
Tere Bin Ek Pal Jeena
Ik Baar Nahi Karna Tha Jo
Haan Ik Baar Nahi Karna Tha Jo
Woh Jurm-e-Wafa Sau Baar Kiya
Yeh Dard Mujhe Milna Hi Tha
Maine Bewafa Se Pyaar Kiya
Maine Bewafa Se Pyaar Kiya
Maine Bewafa Se Pyaar Kiya
Tu Dhokha Hai Yeh Sabne Kaha
Par Maine Hi Inkaar Kiya
Yeh Dard Mujhe Milna Hi Tha
Maine Bewafa Se Pyar Kiya
Haaye Kitne Pyare The
Woh Ishq Ke Iraade
Baant Lenge Ashq Saare
Hum Dono Aadhe Aadhe
Haaye Kitne Pyare The
Woh Ishq Ke Iraade
Baant Lenge Ashq Saare
Hum Dono Aadhe Aadhe
Tu Hi Bata Kahan Gaye
Tere Sab Kasmein Vaade
Jo Toot Chuki Thi Tukdon Mein
Jo Toot Chuki Thi Tukdon Mein
Us Naav Pe Dariya Paar Kiya
Yeh Dard Mujhe Milna Hi Tha
Maine Bewafa Se Pyar Kiya
Written by:
Manoj Muntashir
Bewafa Se Pyar Kiya Lyrics VIDEO
Bewafa Se Pyar Kiya Lyrics Info
SONG NAME:
↪ Bewafa Se Pyaar Kiya
Bewafa Se Pyaar Kiya Song Singer:
↪ Jubin Nautiyal,
Bewafa Se Pyaar Kiya Song Lyrics written By:
↪ Manoj Muntashir has written the lyrics of Bewafa Se Pyar Kiya Lyrics
Bewafa Se Pyaar Kiya Song Music Composed By:
↪ Payal Dev Composed the Music Bewafa Se Pyaar Kiya Song
Bewafa Se Pyaar Kiya Song Starring:
↪ Bewafa Se Pyaar Kiya Starring Riva Kishan, Gautam Singh Vig Song
Bewafa Se Pyaar Kiya Song Label by:
↪ T-Series


