
Humsafar Song Lyrics Pamela Jain is the singer of Humsafar Song Yash Eshwarihas written the lyrics of Humsafar Song Shourya Ghatak given the Music to Humsafar Song, Feature Starring Humsafar Song is Sayanto Modak, Priyanka Mitra
Na Jane Kaun Si
Dua Ka Huya Asar
Mila Safar Mein Tu
Banke Mujhe Humsafar
Na Jane Kaun Si
Dua Ka Huya Asar
Mila Safar Mein Tu
Banke Mujhe Humsafar
Ab Tujhse Hi Toh Hai
Jeene Ki Har Wajah
Bin Tumhare Hu Main Ik Shifar
Na Jane Kaun Si
Dua Ka Huya Asar
Mila Safar Mein Tu
Banke Mujhe Humsafar
Manjoor Nahi
Pal Ki Bhi Doori
Meri Saanson Ko Dhadkan Ko
Tu Zaroori
Manjoor Nahi
Pal Ki Bhi Doori
Meri Saanson Ko Dhadkan Ko
Tu Zaroori
Meri Raton Ke Andheron Ko De Chandni
Mere Har Sawere Mein Tujhse Hi Roshni
Wakt Mera Ab Hai Tu
Har Pal Mein Tu Hi Tu
Tujhse Mere Charon Pehar
Na Jane Kaun Si
Dua Ka Huya Asar
Mila Safar Mein Tu
Banke Mujhe Humsafar
Hathon Ki Mere
Lakeerein Hai Tu
Khwaab Mera Tu Hi
Tabeerein Bhi Tu
Ho Hathon Ki Mere
Lakeerein Hai Tu
Khwaab Mera Tu Hi
Tabeerein Bhi Tu
Main Ladkhadayun Toh Sahara
Tu Hai
Agar Mar Ke Jee Paaun
Dobara Tu Hi Hai
Tu Hi Humraaz Hai
Mera Sur Aur Saaz Hai
Tujhse Hi Sargam Ki Lehar
Na Jane Kaun Si
Dua Ka Huya Asar
Mila Safar Mein Tu
Banke Mujhe Humsafar
Humsafar Song VIDEO
Humsafar Song Info
SONG NAME:
↪ Humsafar
Humsafar Song Singer:
↪ Pamela Jain
Humsafar Song Lyrics written By:
↪ Yash Eshwarihas written the lyrics of Humsafar Song
Humsafar Song Music Composed By:
↪ Shourya Ghatak Composed the Music Humsafar Song
Humsafar Song Starring:
↪ Humsafar Starring Sayanto Modak, Priyanka Mitra
Humsafar Song Label by:
↪ Zee Music Company


