Agar Tu Hota Song Lyrics

Agar Tu Hota Song Lyrics Ankit Tiwari is the singer of Agar Tu Hota Song Abhendra Kumar Upadhyayhas written the lyrics of Agar Tu Hota Song Ankit Tiwari given the Music to Agar Tu Hota Song, Feature Starring Agar Tu Hota Song is Tiger Shroff, Shraddha Kapoor

Meri Rahon Mein Pade

Tere Pairon Ke Nishaan

Ne Kaha, Ne Kaha


Teri Saanson Se Judi

Meri Saanson Ki Wafa

Ne Kaha, Ne Kaha


Girte In Aasuyon Mein

Kuch Toh Tujhsa Lage Hai

In Ashqon Mein Main Na Khota


Agar Tu Hota Toh Na Rote Hum

Agar Tu Hota Toh Na Rote Hum

Agar Tu Hota Toh Na Rote Hum

Agar Tu Hota Toh Na Rote Hum


Paaon Ko The Mile Zameen Ki Tarah

Aakhon Mein Kyu Huye Nami Ki Tarah

Dil Ko Tum Kehte The Khuda Ka Hai Ghar

Chhod Ke Kyu Gaye Ajnabi Ki Tarah


Girte In Aasuyon Mein

Kuch Toh Tujhsa Lage Hai

In Ashqon Mein Main Na Khota


Agar Tu Hota Toh Na Rote Hum

Agar Tu Hota Toh Na Rote Hum

Agar Tu Hota Toh Na Rote Hum

Agar Tu Hota Toh Na Rote Hum


Bin Tere Dekh Main Zara Sa Lagu

Gam Se Hi Aaj Kal Bhara Sa Lagu

Chhod De Sath Na Zindagi Meri

Soch Ke Baat Yeh Dara Sa Lagu


Girte In Aasuyon Mein

Kuch Toh Tujhsa Lage Hai

In Ashqon Mein Main Na Khota


Agar Tu Hota Toh Na Rote Hum

Agar Tu Hota Toh Na Rote Hum

Agar Tu Hota Toh Na Rote Hum

Agar Tu Hota Toh Na Rote Hum

Agar Tu Hota Song LISTEN ON

Agar Tu Hota Song VIDEO

Agar Tu Hota Song Info

SONG NAME:

↪ Agar Tu Hota

Agar Tu HotaSong Movie From:

↪ Baaghi

Agar Tu Hota Song Singer:

↪ Ankit Tiwari

Agar Tu Hota Song Lyrics written By:

↪ Abhendra Kumar Upadhyayhas written the lyrics of Agar Tu Hota Song

Agar Tu Hota Song Music Composed By:

↪ Ankit Tiwari Composed the Music Agar Tu Hota Song

Agar Tu Hota Song Starring:

↪ Agar Tu Hota Starring Tiger Shroff, Shraddha Kapoor

Agar Tu Hota Song Label by:

↪ T-Series

Responsive Ads
Previous Post Next Post