
Yaad Na Aana Song Lyrics Yash Narvekar, Akasa Singh is the singer of Yaad Na Aana Song Yash Narvekarhas written the lyrics of Yaad Na Aana Song Amaal Mallik given the Music to Yaad Na Aana Song, Feature Starring Yaad Na Aana Song is Shristi Ganguly, Pratik Deshmukh
Tere Bina Kabhi
Shamein Bhi Ho Meri
Yeh Socha Na Tha
Tanhai Se Meri Yun Hogi Dosti
Yeh Socha Na Tha
Ke Aise Hi Zindagi
Katt Jaane De Tu Meri
Na Mile Na Sahi
Tujhse Doori Meri
Lagti Hai Mujhko Sahi
Baat Yeh Maanle Tu Meri
Ke Yaad Na Aana Tu Kabhi
Na Aana Tu Kabhi
Yaad Na Aana Woh Ooh
Ke Yaad Na Aana Tu Kabhi
Na Aana Tu Kabhi
Yaad Na Aana Woh Ooh
Yaad Na Aana Aana Aana
Yaad Na Aana Aana Aana..
Tum Bhi Kabhi Toh
Kuchh Der Hi Par
Yaad Karke Mujhko
Sochte Zaroor Hoge
Darmiyaan Humare
Galtiyan Thi Kitni
Ginte Ginte Raatein
Kaat’Te Jaroor Hoge
Jaane Do Jo Hua
Mil Jayega Phir Koyi
Yun Guzar Jayegi Zindagi
Tujhse Doori Meri
Lagti Hai Mujhko Sahi
Baat Ab Yeh Maan Le Tu Meri
Ke Yaad Na Aana Tu Kabhi
Na Aana Tu Kabhi
Yaad Na Aana (Woh Ooh)
Ke Yaad Na Aana Tu Kabhi
Na Aana Tu Kabhi
Yaad Na Aana (Woh Ooh)
Yaad Na Aana Aana Aana
Yaad Na Aana Aana Aana..
Yaad Na Aana Song VIDEO
Yaad Na Aana Song Info
SONG NAME:
↪ Yaad Na Aana
Yaad Na Aana Song Singer:
↪ Yash Narvekar, Akasa Singh
Yaad Na Aana Song Lyrics written By:
↪ Yash Narvekarhas written the lyrics of Yaad Na Aana Song
Yaad Na Aana Song Music Composed By:
↪ Amaal Mallik Composed the Music Yaad Na Aana Song
Yaad Na Aana Song Starring:
↪ Yaad Na Aana Starring Shristi Ganguly, Pratik Deshmukh
Yaad Na Aana Song Label by:
↪ Sony Music India


