Kitna Maza Aayega Song Lyrics

Kitna Maza Aayega Song Lyrics Gajendra Verma is the singer of Kitna Maza Aayega Song Gajendra Vermahas written the lyrics of Kitna Maza Aayega Song Gajendra Verma given the Music to Kitna Maza Aayega Song, Feature Starring Kitna Maza Aayega Song is Gajendra Verma, Manasi Moghe

Soch! Kitna Maza Aayega

Jab Hum Tum

Pahado Ke Shehar Mein Rahenge

Aur Tere Mere Din Bhi Kuch

Ghanto Mein Guzrenge


Soch! Kitna Maza Aayega

Jab Hum Tum Bas

Ek Hi Sadak Pe Chalenge

Hathon Mein Hath Liye

Bas Baatein Karenge


Baatein, Kuch Anjaani Si

Kuch Nakli Si, Kuch Deewaani Si

Oh Humpe Yeh Samaa Bhi Muskurayega

Soch Kitna Mazza Ayega

Ha Ha Ha Ha Ha Ha, Ha, Ha Ha

Maza Aayega

Ha Ha Ha Ha Ha Ha, Ha, Ha Ha


Aam Ka Paudha

Jo Bachpan Mein Boya Tha

Ek Raja Ka Beta

Jo Jungle Mein Khoya Tha


Ek Aam Ka Paudha

Jo Bachpan Mein Boya Tha

Ek Raja Ka Beta

Jo Jungle Mein Khoya Tha


Oh Teri Ye Sab Baatein

Mujhe Achi Lagti Hain

O Jab Tu Choti Si

Aur Pyari Si Panch Saal Ki

Ek Bachi Lagti Hai


Ho O Koi Puraana Kissa Tere Chehre Pe

Hansi Layega

Soch Kitna Maza Aayega

Ha Ha Ha Ha Ha Ha, Ha, Ha Ha

Maza Aayega

Ha Ha Ha Ha Ha Ha, Ha, Ha Ha

Kitna Maza Aayega Song LISTEN ON

Kitna Maza Aayega Song VIDEO

Kitna Maza Aayega Song Info

SONG NAME:

↪ Kitna Maza Aayega

Kitna Maza Aayega Song Singer:

↪ Gajendra Verma

Kitna Maza Aayega Song Lyrics written By:

↪ Gajendra Vermahas written the lyrics of Kitna Maza Aayega Song

Kitna Maza Aayega Song Music Composed By:

↪ Gajendra Verma Composed the Music Kitna Maza Aayega Song

Kitna Maza Aayega Song Starring:

↪ Kitna Maza Aayega Starring Gajendra Verma, Manasi Moghe

Responsive Ads
Previous Post Next Post