
Yeh Haalaath Song Lyrics Jubin Nautiyal, Zara Khan is the singer of Yeh Haalaath Song Niranjan Iyengarhas written the lyrics of Yeh Haalaath Song Ashutosh Phatak given the Music to Yeh Haalaath Song
Thamti Chalti Yeh Zumbishein
Dikhti Chhupti Yeh Ranjishein
Girta Lage Hai Aasmaan
Chubhta Kaaton Sa Yeh Jahaan
Andhere Mein Hi Ujala Khile
Zara Sa Sahi
Sawalon Mein Hi Iraada Mile
Aur Raahein Nayi
Yeh Haalaath Hai Yeh Jazbaat Hai
Kyun Dil Mein Bhare Sawalaat Hai
Yeh Haalaath Hai Yeh Jazbaat Hai
Kya Sar Se Utha Rabb Ka Haath Hai
Har Pal Badle Kyun Karwatein
Kismat Ki Bheegi Silwatein
Yeh Lamha Lagta Hai Veeran
Kya Mit Payega Yeh Nishaan
Andhere Mein Hi Ujala Khile
Zara Sa Sahi
Sawalon Mein Hi Iraada Mile
Aur Raahein Nayi
Ho Ho Ho Ho…
Yeh Jazbaat Hi Toh Saugaat Hai
Yeh Seekhe Agar Toh Kya Baat Hai
Yeh Jazbaat Hi Toh Saugaat Hai
Yeh Seekhe Agar Toh Kya Baat Hai
Yeh Haalaath Hai Yeh Jazbaat Hai
Kyun Dil Mein Bhare Sawalaat Hai
Yeh Haalaath Hai Yeh Jazbaat Hai
Kya Sar Se Utha Rabb Ka Haath Hai
Yeh Jazbaat Hi Toh Saugaat Hai
Yeh Seekhe Agar Toh Kya Baat Hai
Yeh Jazbaat Hi Toh Saugaat Hai
Yeh Seekhe Agar Toh Kya Baat Hai
Yeh Haalaath Song VIDEO
Yeh Haalaath Song Info
SONG NAME:
↪ Yeh Haalaath
Yeh Haalaath Song Singer:
↪ Jubin Nautiyal, Zara Khan
Yeh Haalaath Song Lyrics written By:
↪ Niranjan Iyengarhas written the lyrics of Yeh Haalaath Song
Yeh Haalaath Song Music Composed By:
↪ Ashutosh Phatak Composed the Music Yeh Haalaath Song
Yeh Haalaath Song Label by:
↪ Sony Music India


