Toota Taara Song Lyrics

Toota Tara Song Lyrics Nikhita Gandhi, Saaj Bhatt is the singer of Toota Tara Song Sanjeev Chaturvedihas written the lyrics of Toota Tara Song Sanjeev Ajay given the Music to Toota Tara Song, Feature Starring Toota Taara Song is Shoaib Ibrahim, Dipika K Ibrahim

Na Zameen Chahiye

Na Falak Chahiye

Mujhko Mere Sanam Ki

Jhalak Chahiye


Na Zameen Chahiye

Na Falak Chahiye

Mujhko Mere Sanam Ki

Jhalak Chahiye


Unse Bichhda Toh Main

Banjara Ban Gaya


Aasmaan Se Toota Hua

Tara Ban Gaya

Aasmaan Se Toota Hua

Tara Ban Gaya


Mujhse Mila De Rabba

Mere Sohne Yaar Ko

Matt Aazma Tu Aise

Mere Intezaar Ko


Seene Mein Tere Bhi

Dil Toh Dhadakta Hoga

Kyun Nahi Tu Milne Deta

Do Dilon Ke Pyar Ko


Usse Bichhda Toh Dil

Besahara Ban Gaya


Aasmaan Se Toota Hua

Taara Ban Gaya

Aasmaan Se Toota Hua

Taara Ban Gaya


Mera Naseeb Hai Woh

Mera Habeeb Hai

Faansle Hain Darmiyan Par

Dil Ke Kareeb Hai


Tujhse Yeh Iltiza Hai

Ehsaan Itna Karde

Yaar Se Mila Sake Na

Toh Yeh Jaan Fanaa Karde


Bichhda Toh Main

Banjara Ban Gaya


Aasmaan Se Toota Hua

Taara Ban Gaya

Aasmaan Se Toota Hua

Taara Ban Gaya

Toota Taara Song LISTEN ON

Toota Taara Song VIDEO

Toota Taara Song Info

SONG NAME:

↪ Toota Tara

Toota Tara Song Singer:

↪ Nikhita Gandhi, Saaj Bhatt

Toota Tara Song Lyrics written By:

↪ Sanjeev Chaturvedihas written the lyrics of Toota Taara Song

Toota Tara Song Music Composed By:

↪ Sanjeev Ajay Composed the Music Toota Tara Song

Toota Tara Song Starring:

↪ Toota Tara Starring Shoaib Ibrahim, Dipika K Ibrahim

Toota Tara Song Label by:

↪ Voila Digi

Responsive Ads
Previous Post Next Post