Sawan Ki Boondein Song Lyrics

Saawan Ki Boondein Song Lyrics Stebin Ben is the singer of Saawan Ki Boondein Song Rashid Khanhas written the lyrics of Saawan Ki Boondein Song Rashid Khan given the Music to Saawan Ki Boondein Song, Feature Starring Sawan Ki Boondein Song is Mohsin Khan, Priyanka Khera

Ho Ho..


Inaayat Aisi Hui Mujh Par

Dua Banke Mila Hai Tu


Inaayat Aisi Hui Mujh Par

Dua Banke Mila Hai Tu

Kiye Sajde Ada Rabb Ke

Meri Chahat Ka Sila Hai Tu


Asar Tera Hai Is Qadar

Asar Tera Hai Is Qadar


Baraste Sawan Ki Boondein

Mujhe Yaad Aati Hain Aksar

Jo Tere Sang Bitaye Pal

Rahenge Yaad Sada Dilbar


Baraste Saawan Ki Boondein

Mujhe Yaad Aati Hain Aksar

Jo Tere Sang Bitaye Pal

Rahenge Yaad Sada Dilbar


Bechainiyon Mein

Bhi Chain Aaya

Jabse Kareeb Maine

Tujhko Hai Paya


Ho Bechainiyon Mein

Bhi Chain Aaya

Jabse Kareeb Maine

Tujhko Hai Paya


Meri Subah Hai Raushan Tujhse

Saath Mere Rehna Tu Banke Saya

Saath Mere Rehna Tu Banke Saya


Phiraan Main Kis Tarah Dar Dar

Tujhe Paane Ko Humsafar


Baraste Sawan Ki Boondein

Mujhe Yaad Aati Hain Aksar

Jo Tere Sang Bitaye Pal

Rahenge Yaad Sada Dilbar


Baraste Saawan Ki Boondein

Mujhe Yaad Aati Hain Aksar

Jo Tere Sang Bitaye Pal

Rahenge Yaad Sada Dilbar

Sawan Ki Boondein Song LISTEN ON

Sawan Ki Boondein Song VIDEO

Sawan Ki Boondein Song Info

SONG NAME:

↪ Saawan Ki Boondein

Saawan Ki Boondein Song Singer:

↪ Stebin Ben

Saawan Ki Boondein Song Lyrics written By:

↪ Rashid Khanhas written the lyrics of Sawan Ki Boondein Song

Saawan Ki Boondein Song Music Composed By:

↪ Rashid Khan Composed the Music Saawan Ki Boondein Song

Saawan Ki Boondein Song Starring:

↪ Saawan Ki Boondein Starring Mohsin Khan, Priyanka Khera

Saawan Ki Boondein Song Label by:

↪ Zee Music Company

Responsive Ads
Previous Post Next Post