Sabki Baaratein Aayi Song Lyrics

Sabki Baaratein Aayi Song Lyrics Dev Negi, Seepi Jha is the singer of Sabki Baaratein Aayi Song Seepi Jhahas written the lyrics of Sabki Baaratein Aayi Song Raaj Aashoo given the Music to Sabki Baaratein Aayi Song, Feature Starring Sabki Baaratein Aayi Song is Zaara Yesmin, Parth Samthaan

Itna Makeup Laga Ke

Kab Tak Rasta Dekhun Sajna

Main Pagli Nahi Jo Saal Bitaun

Piya O Tere Bina


Itna Makeup Laga Ke

Kab Tak Rasta Dekhun Sajna

Main Pagli Nahi Jo Saal Bitaun

Piya O Tere Bina


Tere Sang Kadam Bharke Main

Taaron Tak Sath Chalungi

Kuchh Taare Chunn Lena

Iss Baar Meri Tu Maang Sajana


Sabki Baaratein Aayi

Sabki Baratein Aayi Doli Tu Bhi Laana

Dulhan Banake Humko Raja Ji Le Jaana

Sabki Baratein Aayin


Kangan Mein Diamond Asli

Har Ik Ki Nazar Hai Fisli

Ek Tu Hi Missing Sight Se

Mere Lips Pe Hassi Hai Nakli


Aashiq Mera Jaali Nikla

Waade Ka Khaali Nikla

Itna Kyun Soch Raha Jaldi

Tu Hero Banke Aana


Sabki Baaratein Aayi

Sabki Baratein Aayin Doli Tu Bhi Laana

Dulhan Banake Humko Raja Ji Le Jaana

Sabki Baratein Aayi


Waade Poore Main Karunga

Phere Bhi Sath Hi Lunga

Thoda Wait Tu Kar Le Baby

Taaron Se Maang Bharunga


Doli Hai Ready Kab Se

Tune Call Kiya Tha Tab Se

Sherwani Raste Mein Hai

Sehra Bhi Order Karwaya


Chal Hatt! Hehe


Sabki Baratein Aayi

Sabki Baratein Aayin Doli Main Bhi Launga

Dulhan Bana Ke Tujhko Sang Apne Le Jaunga

Sabki Baratein Aayi


Sabki Baratein Aayin Doli Tu Bhi Laana

Dulhan Banake Humko Raja Ji Le Jaana

Sabki Baratein Aayi

Sabki Baaratein Aayi Song LISTEN ON

Sabki Baaratein Aayi Song VIDEO

Sabki Baaratein Aayi Song Info

SONG NAME:

↪ Sabki Baaratein Aayi

Sabki Baaratein Aayi Song Singer:

↪ Dev Negi, Seepi Jha

Sabki Baaratein Aayi Song Lyrics written By:

↪ Seepi Jhahas written the lyrics of Sabki Baaratein Aayi Song

Sabki Baaratein Aayi Song Music Composed By:

↪ Raaj Aashoo Composed the Music Sabki Baaratein Aayi Song

Sabki Baaratein Aayi Song Starring:

↪ Sabki Baaratein Aayi Starring Zaara Yesmin, Parth Samthaan

Sabki Baaratein Aayi Song Label by:

↪ Tips Music

Responsive Ads
Previous Post Next Post