Piya Rangeela Song Lyrics

Piyaa Rangeela Song Lyrics Rupali Jagga is the singer of Piyaa Rangeela Song Himesh Reshammiyahas written the lyrics of Piyaa Rangeela Song Himesh Reshammiya given the Music to Piyaa Rangeela Song

Yeh Sach Hai Ke Dil Ko

Aapse Shikayat Hai

Magar Yeh Bhi Utna Hi Sach Hai Ke

Dil Ko Aapse Bepanaah Mohabbat Hai


Aa Aa Aa Aa


Mera Piya Bada Rangeela

Yeh Baat Meri Maane Na

Mera Piya Bada Rangeela

Yeh Baat Meri Maane Na


Ishq Vishq Pyar Vyar

Pehli Baar Ka Ikraar

Dheere Dheere Hota Hai

Yeh Jaane Na


Mera Piya Bada Rangeela

Yeh Baat Meri Maane Na

Mera Piya Bada Rangeela

Yeh Baat Meri Maane Na


Aa Aa Aa Aa


Samjhe Na Samjhe Woh

Meri Pareshaniyan

Mera Piya Karta Hai

Badi Shaitaniyan


Uske Sath Main Reh Na Sakun

Uske Bina Bhi Jee Na Sakun

Uljhi Hai Meri Zindganiyan


Ishq Vishq Pyar Vyar

Pehli Baar Ka Ikraar

Dheere Dheere Hota Hai

Yeh Jaane Na


Mera Piya Bada Rangeela

Yeh Baat Meri Maane Na

Mera Piyaa Bada Rangeela

Yeh Baat Meri Maane Na


Jab Bhi Dekhe Woh Mujhko

Dil Sambhal Na Pata Hai

Piya Ke Bazaar Mein

Dil Machal Hi Jaata Hai


Uske Ishq Ki Koyi Hadd Nahi

Uski Har Adaa Behad Haseen

Uski Zid Pe Mera Bas Chale Nahi


Ishq Vishq Pyar Vyar

Pehli Baar Ka Ikraar

Dheere Dheere Hota Hai

Yeh Jaane Na


Mera Piyaa Bada Rangeela

Yeh Baat Meri Maane Na

Mera Piyaa Bada Rangeela

Yeh Baat Meri Maane Na


Yeh Baat Meri Maane Na


Aa Aa Aa Aa

Piya Rangeela Song LISTEN ON

Piya Rangeela Song VIDEO

Piya Rangeela Song Info

SONG NAME:

↪ Piyaa Rangeela

Piyaa Rangeela Song Singer:

↪ Rupali Jagga

Piyaa Rangeela Song Lyrics written By:

↪ Himesh Reshammiyahas written the lyrics of Piya Rangeela Song

Piyaa Rangeela Song Music Composed By:

↪ Himesh Reshammiya Composed the Music Piyaa Rangeela Song

Piyaa Rangeela Song Label by:

↪ Himesh Reshammiya

Responsive Ads
Previous Post Next Post