Na Ja Tu Song Lyrics

Na Ja Tu Song Lyrics King is the singer of Na Ja Tu Song Kinghas written the lyrics of Na Ja Tu Song Aakash given the Music to Na Ja Tu Song

I Don’t Wanna Run Away

I Don’t Wanna Miss You Baby But

I Can’t Help Myself

I’m Loosing You

Tell Me What To Do Nah


Ek Dusare Ko Jaante

Itna Toh Kar Hi Sakte Hain

Tu Mujhko Mauka De Chahe Dhoka De

Bas Yoon Na Ja Tu Na Ja Tu


Tere Bina Main Dhoondhta

Khud Ko Hi Bas Main Khoya Hoon

Yoon Na Ja Tu Na Ja Tu

Tere Bina Main Dhoondhta

Khud Ko Hi Bas Main Khoya Hoon


Tu Lagti Shama Si Thi

Jeene Ki Wajah Si Thi

Ek Din Yoon Hi Chal Uthi

Main Soch Mein Tha Pad Gaya Ke


Jaane Kya Khata Hui

Ya Yoon Hi Bewafa Hui

Ya Dil Se Khel Ne Ka

Shauk Tha Tujhe Pad Gaya


Ab Toota Sa Bikhra Sa

Ghoomun Main Raaton Mein

Asmaan Dekha Taare Barbaad Ho Gaye

Hum The Napaak Ho Gaye


Saare Gande Kaamon Mein Hath Ho Gaye

Pyar Ki Safedi Se Saaf The

Dhokhon Ki Laali Se Laal Ho Gaye

Hum The Napaak Ho Gaye


Meri Chot Dekh

Dard Bhi Maaf Ho Gaye

Yoon Tum Pichha Na Karo

Mujhko Ab Jaane Do


Theek Ho Jaunga Main

Phir Se Aaunga Main

Aisi Baatein Na Karo

Jinse Dil Dukhta Hai


Jab Theek Ho Jaunga Main

Tujhko Bataunga

Main Kyun Marta Hoon


Teri Ek Chhoti Si Muskaan Bhi

Ab Dekhne Ko Tarsa Hoon

Main Kyun


Karta Hoon

Saari Yeh Baatein Taaki

Sunn Le Tu Main Keh Doon Bas

Yoon Na Ja Tu Na Ja Tu


Tere Bina Main Dhoondhta

Khud Ko Hi Bas Main Khoya Hoon

Yoon Na Ja Tu Na Ja Tu

Tere Bina Main Dhoondhta

Khud Ko Hi Bas Main Khoya Hoon


Yoon Tum Pichha Na Karo

Mujhko Ab Jaane Do

Theek Ho Jaunga Main

Phir Se Aaunga Main


Aisi Baatein Na Karo

Jinse Dil Dukhta Hai

Jab Theek Ho Jaunga Main

Tujhko Bataunga Main

Na Ja Tu Song LISTEN ON

Na Ja Tu Song VIDEO

Na Ja Tu Song Info

SONG NAME:

↪ Na Ja Tu

Na Ja Tu Song Singer:

↪ King

Na Ja Tu Song Lyrics written By:

↪ Kinghas written the lyrics of Na Ja Tu Song

Na Ja Tu Song Music Composed By:

↪ Aakash Composed the Music Na Ja Tu Song

Na Ja Tu Song Label by:

↪ King

Responsive Ads
Previous Post Next Post