
Main Royaan Song Lyrics Yasser Desai, Tanveer Evan is the singer of Main Royaan Song Rana Sotalhas written the lyrics of Main Royaan Song Rajat Nagpal given the Music to Main Royaan Song, Feature Starring Main Royaan Song is Rohit Zinjurke, Akaisha
Main Royaan
Tujhe Dhoondh Dhoondh Ke
Roya Tha Main Tu Na Mila
The Kabhi Baahon Mein
Ab Meri Duaon Mein
Kis Baat Ki Hai Yeh Saja
Tere Jaane Ke Baad Kiya
Har Pal Yaad Kiya
Na Kahin Pe Na Kahin Pe
Sukoon Mila
Main Roya
Tujhe Dhoondh Dhoondh Ke
Roya Tha Main Tu Na Mila
Main Roya
Tujhe Dhoondh Dhoondh Ke
Roya Tha Main Tu Na Mila
Kaali Kaali Raaton Mein
Ginta Hoon Sitaaron Ko
Tanhaai Mein Main Roya
Gale Laga Deewaron Ko
Kaali Kaali Raaton Mein
Ginta Hoon Sitaaron Ko
Tanhaai Mein Main Roya
Gale Laga Deewaron Ko
Bhoola Ke Shikve Gile
Aa Mil Ja Mujhe
Hai Jo Mera Haq Dila
Main Roya
Tujhe Dhoondh Dhoondh Ke
Roya Tha Main Tu Na Mila
Main Royaan
Tujhe Dhoondh Dhoondh Ke
Roya Tha Main Tu Na Mila
Rane Ab Ghamon Ka
Dil Se Jaana Banta Hai
Banta Hai Banta Hai
Tera Aana Banta Hai
Rane Ab Ghamon Ka
Dil Se Jaana Banta Hai
Banta Hai Banta Hai
Tera Aana Banta Hai
Ek Haseen Shaam De
Dardon Ko Aaram De
Bas Mita De Jo Gila
Main Roya
Tujhe Dhoondh Dhoondh Ke
Roya Tha Main Tu Na Mila
Main Roya
Tujhe Dhoondh Dhoondh Ke
Roya Tha Main Tu Na Mila
Main Royaan Song VIDEO
Main Royaan Song Info
SONG NAME:
↪ Main Royaan
Main Royaan Song Singer:
↪ Yasser Desai, Tanveer Evan
Main Royaan Song Lyrics written By:
↪ Rana Sotalhas written the lyrics of Main Royaan Song
Main Royaan Song Music Composed By:
↪ Rajat Nagpal Composed the Music Main Royaan Song
Main Royaan Song Starring:
↪ Main Royaan Starring Rohit Zinjurke, Akaisha
Main Royaan Song Label by:
↪ Desi Music Factory


