
Kyun Na Aaye Song Lyrics by Pranav Vatsa is brand new Hindi song sung by Pranav Vatsa and this latest song is featuring Tejasswi Prakash. Pranav Vatsa also wrote the lyrics for Kyu Na Aaye, while Vivian Richard composed the music and Siddhant Pilania directed the video.
Main Dekhu Jahan Har Kahin
Pyar Hi Pyar Hai
Ek Tu Hi Nahi Mere Paas
Aisa Kyun Yaar Hai
Pyar Barasne Ka Mausam Hai Yeh
Aur Baahein Meri Murjhaye Jaaye
Tu Aaye Aaye Kyun Na Aaye
Kyun Aise Mujhe Tu Sataye
Tu Aaye Aaye Kyu Na Aaye
Main Jee Loon Tumhein Phir Zara
Saanson Mein Aag Hai
Aakhri Tu Hi Hai Wajah
Aur Kya Khaas Hai
Khwaab Sawarne Ka Mausam Hai Yeh
Aur Neendein Meri Door Jaaye Jaaye
Tu Aaye Aaye Kyun Na Aaye
Kyun Aise Mujhe Tu Sataye
Tu Aaye Aaye Kyu Na Aaye
Kyun Aashiqui Mein Do Dil Jale Hain
Aankhon Mein Kyun Aayi Hai Nami
Tanhaiyon Mein Khone Lage Hain
Yaadon Mein Tu Meri Har Kahin
Tere Jaane Se Teri Khabar Tak
Mujhko Hai Roz Jalaye Jaaye
Tu Aaye Aaye Kyu Na Aaye
Kyun Aise Mujhe Tu Sataye
Tu Aaye Aaye Kyu Na Aaye
Jab Tak Tumhari Khushbu
Meri Saanson Mein Hai
Main Zinda Hoon
Jab Talak Mere
Guzarte Hue Lamhon Mein
Tumhari Yaadein Hai
Baatein Hai Mulakatein Hai
Tab Talak Main Zinda Hoon
Kyun Na Aaye Song VIDEO
Kyun Na Aaye Song Info
SONG NAME:
↪ Kyun Na Aaye
Kyun Na Aaye Song Singer:
↪ Pranav Vatsa
Kyun Na Aaye Song Lyrics:
↪ Pranav Vatsa
Kyun Na Aaye Song Music:
↪ Vivian Richard
Kyun Na Aaye Song Starring:
↪ Pranav Vatsa, Tejasswi Prakash
Kyun Na Aaye Song Label:
↪ Zee Music Company


