Jaana Song Lyrics

Jaana Song Lyrics Stebin Ben is the singer of Jaana Song Jaanihas written the lyrics of Jaana Song Hunny Bunny given the Music to Jaana Song, Feature Starring Jaana Song is Stebin Ben, Kamya Chaudhary

Tujhe Gale Se Lagana Hai

Baarish Mein

Aur Poora Bheeg Jaana Hai

Baarish Mein


Tujhe Chhoo Ke Sharmana Hai

Baarish Mein

Aur Tere Saath Nahana Hai

Baarish Mein


Jaana Jaana Jaana Jaana


Oh Aashiq Thode Hote Hain

Jo Dar Ke Andar Hote Hain

Jo Sawan Ke Maheene Mein Bhi

Ghar Ke Andar Hote Hain


Tere Hathon Ka Khana Hai

Baarish Mein

Aur Poora Bheeg Jana Hai

Baarish Mein


Tujhe Chhoo Ke Sharmana Hai

Baarish Mein

Aur Tere Saath Nahana Hai

Baarish Mein


Jana Jana Jana Jana


Tu Mere Saamne Hai

Kya Nazara Hai

Kya Nazara Hai

Kya Nazara Hai


Tu Mere Saamne Hai

Kya Nazara Hai

Yeh Paani Ki Boondon Ka

Khel Hai Sanam


Oh Tera Mera Milna

Koyi Aam Baat Nahi

Yeh Radha Aur Krishna Ka

Mel Hai Sanam


Oh Khwaab Mere Khayal Mere

Bahut Hote Hain

Jitne Paas Aankhon Ke

Hoth Hote Hain


Tere Itne Paas Aana Hai

Baarish Mein

Jaani Ka Gaana Gaana Hai

Baarish Mein


Tujhe Chhoo Ke Sharmana Hai

Baarish Mein

Aur Tere Saath Nahana Hai

Baarish Mein


Jana Jana Jana Jana


Oh Haaye Kisi Film Ka Scene Lagega

Scene Lagega Scene Lagega

Oh Haaye Kisi Film Ka Scene Lagega

Ke Badal Yoon Garje Ke Bhaag Aao Tum


Haaye Itni Zor Se Chamke Bijliyan

Ke Dar Ke Mare Mere Gale Lag Jao Tum

Bahana Yoon Banana Hai Baarish Mein

Aur Khuda Ko Mana Na Hai Baarish Mein


Chaand Niche Lana Hai

Baarish Mein

Aur Tere Saath Nahana Hai

Baarish Mein


Jaana Jaana Jaana Jaana

Jaana Song LISTEN ON

Jaana Song VIDEO

Jaana Song Info

SONG NAME:

↪ Jaana

Jaana Song Singer:

↪ Stebin Ben

Jaana Song Lyrics written By:

↪ Jaanihas written the lyrics of Jaana Song

Jaana Song Music Composed By:

↪ Hunny Bunny Composed the Music Jaana Song

Jaana Song Starring:

↪ Jaana Starring Stebin Ben, Kamya Chaudhary

Jaana Song Label by:

↪ Desi Melodies

Responsive Ads
Previous Post Next Post