
Itna Pyaar Karunga Song Lyrics Babbu Maan, Shipra Goyal is the singer of Itna Pyaar Karunga Song Kunaal Vermaahas written the lyrics of Itna Pyaar Karunga Song Shipra Goyal given the Music to Itna Pyaar Karunga Song, Feature Starring Itna Pyaar Karunga Song is Babbu Maan, Shipra Goyal
Tere Isharon Ko Yeh
Aankhein Samajhti Nahi
Saansein Teri Saanson Ki
Baatein Samajhti Nahi
Do Hi Mulakat Mein
Kaise Main Samjhaunga
Mauka Mila Jo Mujhe
Karke Dikha Jaunga
Chain Tumko Milega Mera
Toh Karar Kho Jayega
Itna Pyaar Karunga Ke Tumhein
Khud Se Pyar Ho Jayega
Itna Pyar Karunga Ke Tumhein
Khud Se Pyar Ho Jayega
Khud Se Pyar Ho Jayega
Ishq Humko Bhi Hai Ya Nahi Hai
Ek Dafa Puchh Le
Main Likha Hoon Lakeeron Mein Teri
Gaur Se Dekh Le
Ishq Humko Bhi Hai Ya Nahi Hai
Ek Dafa Puchh Le
Main Likha Hoon Lakeeron Mein Teri
Gaur Se Dekh Le
Teri Baaton Pe Humko
Aitbaar Ho Jaaye Na
Sau Dafa Hoga Mujhse Jo
Ek Baar Ho Jayega
Itna Pyar Karunga Ke Tumhein
Khud Se Pyar Ho Jayega
Itna Pyar Karunga Ke Tumhein
Khud Se Pyar Ho Jayega
Khud Se Pyar Ho Jayega
Roz Milte Hain Chehre Hazaron
Tu Hai Sabse Juda
Toh Bata Bhi Do Ab Humein Ke
Mujhme Aisa Hai Kya
Roz Milte Hain Chehre Hazaron
Tu Hai Sabse Juda
Toh Bata Bhi Do Ab Humein Ke
Mujhme Aisa Hai Kya
Rubaru Aayega Jo Tere
Khud Shikaar Ho Jayega
Soch Lo Phir Yeh Saara Jahaan
Dar Kinar Ho Jayega
Itna Pyaar Karunga Ke Tumhein
Khud Se Pyar Ho Jayega
Itna Pyar Karunga Ke Tumhein
Khud Se Pyar Ho Jayega
Khud Se Pyar Ho Jayega
Itna Pyaar Karunga Song VIDEO
Itna Pyaar Karunga Song Info
SONG NAME:
↪ Itna Pyaar Karunga
Itna Pyaar Karunga Song Singer:
↪ Babbu Maan, Shipra Goyal
Itna Pyaar Karunga Song Lyrics written By:
↪ Kunaal Vermaahas written the lyrics of Itna Pyaar Karunga Song
Itna Pyaar Karunga Song Music Composed By:
↪ Shipra Goyal Composed the Music Itna Pyaar Karunga Song
Itna Pyaar Karunga Song Starring:
↪ Itna Pyaar Karunga Starring Babbu Maan, Shipra Goyal
Itna Pyaar Karunga Song Label by:
↪ Blue Beat Studios


