
Hairaan Song Lyrics Javed Ali is the singer of Hairaan Song Raj Shekharhas written the lyrics of Hairaan Song Kaushik-Guddu given the Music to Hairaan Song, Feature Starring Hairaan Song is Kunaal Roy Kapur, Nia Sharma
Bin Kahe Ek Din
Humko Aadhe Chhod Ke
Poore Poore Todke Chal Diye
Keh Dete Ik Dafa
Kya Maine Tha Kiya
Ya Mann Hi Bhar Gaya Chal Diye
Aise Hue Tum Laapata
Poochhe Bhi Toh Kis Se Wajah
Yun Hi Bewajah Koyi Jaata Toh Nahi
Main Toh Hairaan Hoon
Main Hairan Hoon
Main Hairan Hoon Abhi
Kya Woh Mera Kya Woh Mera
Kya Woh Mera Tha Kabhi
Main Toh Hairaan Hoon
Main Hairan Hoon
Main Hairan Hoon Abhi
Kya Woh Mera Kya Woh Mera
Kya Woh Mera Tha Kabhi
Ab Khaali Khaali Se Din Hain Yeh Mere
Bas Dil Yeh Gham Se Bhar Gaya
Tere Jaane Se Ik Hissa Mera
Phir Soona Soona Pad Gaya
Mera Har Pal Jo Yeh
Guzar Sa Raha Hai
Tu Dil Mein Gehre
Utar Sa Raha Hai
Kabhi Lautke Tu Bhi
Aata Kyun Nahi
Main Toh Hairaan Hoon
Main Hairan Hoon
Main Hairan Hoon Abhi
Kya Woh Mera Kya Woh Mera
Kya Woh Mera Tha Kabhi
Main Toh Hairaan Hoon
Main Hairan Hoon
Main Hairan Hoon Abhi
Kya Woh Mera Kya Woh Mera
Kya Woh Mera Tha Kabhi
Hairaan Song VIDEO
Hairaan Song Info
SONG NAME:
↪ Hairaan
Hairaan Song Singer:
↪ Javed Ali
Hairaan Song Lyrics written By:
↪ Raj Shekharhas written the lyrics of Hairaan Song
Hairaan Song Music Composed By:
↪ Kaushik-Guddu Composed the Music Hairaan Song
Hairaan Song Starring:
↪ Hairaan Starring Kunaal Roy Kapur, Nia Sharma
Hairaan Song Label by:
↪ VYRL Originals


