
Dagaa Song Lyrics Hritu Zee is the singer of Dagaa Song Sanjeev Chaturvedihas written the lyrics of Dagaa Song Sanjeev Ajay given the Music to Dagaa Song, Feature Starring Dagaa Song is Mayank Thakur, Sakshi Sharma
Tujhpe Dil Farebi Ka
Ilzaam Laga Doon
Ho Tujhpe Dil Farebi Ka
Ilzaam Laga Doon
Dil Chahta Hai Main
Jahan Mein Aag Laga Doon
Dil Chahta Hai Main
Jahan Mein Aag Laga Doon
Dil Chahta Hai Main
Jahan Mein Aag Laga Doon
Tumne Dagaa Di Mujhko
Tumko Daga Milegi
Dil Todne Ki Dekhna
Ek Din Saza Milegi
Tumne Daga Di Mujhko
Tumko Daga Milegi
Dil Todne Ki Dekhna
Ek Din Saza Milegi
Dil Tod Ke Mera Tu
Dil Lagane Chala Hai
Main Bhi Toh Dekhun Kiska
Ghar Basane Chala Hai
Teri Bewafai Ka Main
Charcha Aam Karungi
Main Diljali Hoon Ab
Tujhe Badnaam Karungi
Tumne Dagaa Di Mujhko
Tumko Daga Milegi
Dil Todne Ki Dekhna
Ek Din Saza Milegi
Tumne Daga Di Mujhko
Tumko Daga Milegi
Dil Todne Ki Dekhna
Ek Din Saza Milegi
Dekhoge Jab Bhi Aaina
Nazrein Churaoge
Mere Dil Ki Baddua
Na Kabhi Pyar Paoge
Tanha Main Jee Rahi Hoon
Tum Bhi Tanha Maroge
Tum Jaisa Kar Rahe Ho
Tum Waisa Hi Bharoge
Tumne Dagaa Di Mujhko
Tumko Daga Milegi
Dil Todne Ki Dekhna
Ek Din Saza Milegi
Tumne Daga Di Mujhko
Tumko Daga Milegi
Dil Todne Ki Dekhna
Ek Din Saza Milegi
Dagaa Song VIDEO
Dagaa Song Info
SONG NAME:
↪ Dagaa
Dagaa Song Singer:
↪ Hritu Zee
Dagaa Song Lyrics written By:
↪ Sanjeev Chaturvedihas written the lyrics of Dagaa Song
Dagaa Song Music Composed By:
↪ Sanjeev Ajay Composed the Music Dagaa Song
Dagaa Song Starring:
↪ Dagaa Starring Mayank Thakur, Sakshi Sharma
Dagaa Song Label by:
↪ Hitz Music


